Pages

Search This Blog

Amazon Banner

Thursday, 1 December 2011

Kuch DOST bohat yaad atey hain

Jab yaad ka qissa kholoon to Kuch DOST bohat yaad atey hain Main guzre pal jo sochoon to Kuch DOST bohat yaad atey hain Ab jaane konsi nagri mein Abad hain ja kar muddat se Main raat gaey tak jagoon to Kuch DOST bohat yaad atey hain Kuch batain thein phoolon jaisi Kuch lehjay they khushboo jaisey Ab Sher-e-Chaman mein tehloon to Kuch DOST bohat yaad atey hain Wo pa bhar ki narazgiyan Or maan bhi jana pal bhar mein Ab jab bhi khud se roothon to Kuch DOST bohat yaad atey hain

No comments:

Post a Comment